Hadees Sharif sms
1. Jis nay kisi muslman ki sakhtiyon ma say koi sakhti door ki, ALLAH us say qayamat ki sakhtiyon ma say aik sakhti door kr day ga. 2. Jis na kisi tang dast k lye aasani paida ki, ALLAH us ki dunia aur akhrat ki tangiyon ko aasan kry ga.
3. jis nay kisi muslmaan ka aaib chupaya to ALLAH us k aaibon par dunia aur akhrat ma parda dalay ga.
4. ALLAH bandy ka madadgar rahta ha jb tk wo apny bhai ki madad krta rhta hy.
Sahe Muslim-2699. 4d 2 al Muslims